Janwron Mein Degnala Ki Bymari
Degnala marz gaye bhinson mein phaphondi lagi hoi parali khalane se hoti hai. Har umar ke janwor is bemari se mutasar ho sakte Hain.

Janwron Mein Degnala Ki Bymari
Degnala marz gaye bhinson mein phaphondi lagi hoi parali khalane se hoti hai. Har umar ke janwor is bemari se mutasar ho sakte Hain.
Alamat:
• Paon, kan or dum ka gal sar kar jhar jana
• Tangon mein sozish
• Thanon par zakham
Hafazati iqdamat:
• Effected animals ko phaphondi lagi parali hargiz na khalin
• Janwron ko mutawazin khurak or mineral mixture ka be-qaidah istamal karwain
• Bemar janwron ka alaj veterinary doctor se karwain
• Effected animals ko sarson ka teel 100 se 200 mili leter rozana pilain yaa khurak mein mix kar din
• phaphondi lagi parali ka istamal band kar dain or janwron ko sabz charah yaa sa silage khalin
What's Your Reaction?






